Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAamir Khan
HomeAamir Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aaaa aaaaaaaa aaya hoon yaaro dil apna deke ankhon mein chehra kisi ka leke wo dil ka qaatil dilbar humara jiske liye main hua aawara milte hi jisne chooma tha mujhko phir naa palat ke dekha dobara aur isi liye doston maine faisla kiya ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai raseele honth chhalakte gaal mastaani chaal bura kar de haal palak phadke ke dil dhadke umar ki uthaan kadakti kamaal qaatil adaa zaalim haya mere khuda mere khuda shola badan dehka chaman magar yaaro hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega
akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy yun to hai tu nanhaa saa hai magar guru sabka aur isi shararat se dil jigar hai tu sabka kehne ko hai yun to hazaar koi magar tujhsa kahaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy maan lo kal jo ye saari duniyaa saath mera nahin degi kaun hai phir meri manzil ka humsafar main hoon daddy aaj lage kitna haseen apna jahaan apna samaan akele hum akele tum jo hum tum sang hain to phir kya ghum tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy tu mera dil tu meri jaan oh i love you daddy tu masoom tu shaitaan but you love me daddy but you love me daddy but you love me daddy
jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko hua kya aji hum ko dekho zara ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro mehnat se mile jo us pe guzaar dooje ke maal ko thokar se maar aayegi idhar bhi ek din bahaar hoga ye zamaana hum pe nisaar ye maana abhi hain khaali haath na honge sada yahi din raat kabhi to banegi apni baat are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro isko chhoona nahin hey raam raam ye to hai paap ki gatthari tamaam kab ye rut badal jaaye kisko khabar lag jaaye humein bhi sone ke par phir aise udenge hum sab yaar gulon se ladegi motar car haseena hogi gale ka haar are yaaro mere pyaaro meri maano ho dildaaro jawaan ho yaaron ye tum ko
dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain hum jab se hain juda ae mere hamnashi yun dekho to mere daaman mein kya nahin daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni magar tumhe kho ke lage hai mujhe aisa ke tum nahin to kuchh bhi nahin tum kya jaano ab hum kitna dil hi dil mein pachhtate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain wo din the kya hasin dono the saath mein aur baahen aap ki thi mere haath mein tum hi tum the sanam mere din raat mein par itni bulandi pe tum ho meri jaan aaye naa daaman ab haath mein pana tumko mumkin hi nahin soche bhi to hum ghabrate hain dil humko kabhi samjhata hai hum dil ko kabhi samjhate hain dil kehta hai chal unse mil uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain uthte hain kadam ruk jaate hain
why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away ho dil ko dhadakna tune sikhaya dil ko tadapna tune sikhaya aankhon mein aansoon chhupe the kahin inko chhalakna tune sikhaya seene mein basaya kyun dil se jab khelna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun why did you break my heart why did we fall in love why did you go away away away away hooo milti thi nazren jab bhi nazar se uthte the shole jaise jigar se saanson se nikla jaise dhuwaana sa banta tha mujhse jeete na marte aag kyun lagaayi jab bhujhaaye bin chhodna hi tha humse dil lagaya kyun humse munh modna hi tha dil mera churaya kyun jab ye dil todna hi tha humse dil lagaya
aahaa aahaa aahaa aahaa ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding aahaa aahaa thodi si dhool meri dharti ki mere watan ki thodi si dhool meri dharti ki mere watan ki thodi si khushboo baurai si mast pawan ki thodi si dhonkne waali dhakdhak dhakdhak dhakdhak saansein jin mein ho junoon junoon wo boondein laal lahoo ki ye sab tu mila mila le phir rang tu khila khila le ye sab tu mila milaa le phir rang tu khila khila le aur mohe tu rang de basanti yaara mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti mohe mohe tu rang de basanti o mohe rang de basanti basanti rang de basanti basanti o mohe rang de basanti basanti rang de basanti ding ding ding ding ding ding ding ding ling ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ding ling ding ding ding ding sapney rang
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra dhamak dhamak goonje badra ke danke chamak chamak dekho bijuriya chamke man dhadkaayen badarva man dhadkaayen badarva man man dhadkaayen badarva kaale megha kaale megha paani to barsaao kaale megha kaale megha paani to barsaao bijuri ki talwaar nahin boodon ke baan chalao megha chhaye barkha laaye ghir ghir aaye ghir ke aayeeeee kahe ye mann machal machal naa yun chal sambhal sambhal gaye din badal tu ghar se nikal barasne waala hai ab amrit jal duvidha ke din beet gaye bhaiyaa malhaar sunaao rass agar barsegaa kaun phir tarsega koyaliya gaayegi baithi munderon parrr jo panchhi gaayenge naye din aayenge ujaale muskuraa denge andheron par prem ki barkha mein bheege bheege tan man dharti pe dekhenge paani ka darpannnn jaiyo tum jahaan jahaan dekhiyon wahaan wahaan yahi ik samaan ki dharti yahaan hai pehne saat rangon ki chunariyaaa ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khooli si chot le kar badi si tees le kar aahistaa aahistaa sawaalon ki ungali jawaabon ki muththi sang le kar khoon chala kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala
chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya ke saathi pyaar ka mujhe chun liya chun liya maine sun liya pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar tu hi bata pehla nasha pehla khumaar udta hi phirun in hawaaon mein kahin yaa main jhool jaaun in ghataaon mein kahin udta hi phirun in hawaaon mein kahin yaa main jhool jaaun in ghataaon mein kahin ek kar doon aasmaan aur zamin kaho yaaro kya karun kya nahin pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar tu hi bata pehla nasha pehla khumaar usne baat ki kuchh aise dhang se sapne de gaya wo hazaaron rang ke usne baat ki kuchh aise dhang se sapne de gaya wo hazaaron rang ke reh jaaun jaise main haar ke aur choome wo mujhe pyaar se pehla nasha pehla khumaar naya pyaar hai naya intezar kar lun kya apna haal aye dil e beqraar mere dil e beqraar
phoolon ke is shehar mein kaaton se darne lage aaye na koi idhar hum pyaar karne lage hum pyaar karne lage sapnon ke is shehar mein yun dil machalne lage aaye na koi idhar hum pyaar karne lage hum pyaar karne lage ye pyaar kya cheez hai bolo tumhen hai pataa dekhi hai kisne hawaa dekha hai kisne khudaa ho oo oo ye pyaar kya cheez hai bolo tumhen hai pataa dekhi hai kisne hawaa dekha hai kisne khudaa kuchh soche samjhe bina hum tum pe marne lage aaye na koi idhar hum pyaar karne lage hum pyaar karne lage zulfon ke saaye tale hum aaj so jaayenge tumko laga kar gale hum aaj kho jayenge zulfon ke saaye tale hum aaj so jaayenge tumko laga kar gale hum aaj kho jayenge jaise guzarte hain pal yun din guzarne lage aaye na koi idhar hum pyaar karne lage hum pyaar karne lage ankhon se tumne kabhi koi ishara kiya baahon se tumne kabhi humko sahaara diya hoooo ankhon se tumne kabhi koi ishara kiya baahon se tumne kabhi humko sahaara diya haye bade zor se ye dil dhadakne lage
raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya hooooo raahon se raahein baahon se baahein mil ke bhi milti nahin hooooo hota hai aksar armaan ki kaliyaan khil ke bhi khilti nahin hey phir bhi na jaane kyun nahin maane phir bhi na jaane kyun nahin maane deewana dil beqraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya rani ko dekho nazrein mili to aankhein churaane lagi ho karti bhi kya wo sar ko jhukaa ke kangana ghumaane lagi hey raja ne aisa jaadu chalaaya raja ne aisa jaadu chalaaya na karte karte ikraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya
ae saala o abhi abhi huaa yakin ki aag hai mujh mein kahin huyi subhah main jal gayaa suraj ko main nigal gayaa roobaroo roshni roobaroo roshni jo gumshudaa saa khaab tha wo mil gayaa wo khil gayaa wo loha tha pighal gayaa khicha khicha machal gayaa sitaar mein badal gayaa roobaroo roshni roobaroo roshni dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa aandhiyon se jhagar rahi hai lau meri kab mashaalon si badh rahi hai lau meri naamon nishaan rahe na rahe ye caarvaan rahe na rahe ujaale main pee gayaa roshan huaa jee gayaa kyun sahte rahein roobaroo roshni roobaroo roshni dhuaan chhataa khulaa gagan meraa nayi dagar nayaa safar meraa jo ban sake tu humsafar meraa nazar milaa zaraa roobaroo roshni roobaroo roshni ae saala ae saala ae saala
ruth ke humse kahin jab chale jaaoge tum ruth ke humse kahin jab chale jaaoge tum yeh na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruth ke humse kahin jab chale jaaoge tum ruth ke humse kahin main to na chala tha do kadam bhi tum bin hooo phir bhi mera bachpan yahi samjha har din chhod ke mujhe bhala ab kahaan jaaoge tum chhod ke mujhe bhala ab kahaan jaaoge tum yeh na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruth ke humse kahin jab chale jaaoge tum ruth ke humse kahin baaton kabhi haathon se bhi maara hai tumhen hooo sadaa yahi keh ke ke pukaara hai tumhen kya kar loge mera jo bigad jaaoge tum kya kar loge mera jo bigad jaaoge tum yeh na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruth ke humse kahin jab chale jaaoge tum ruth ke humse kahin dekho mere aansoon yahi karte hai pukaar hooo aao chale aao mere bhai mere yaar pochhane aansoon mere kya nahin aaoge tum pochhane aansoon mere kya nahin aaoge tum yeh na socha tha kabhi itne yaad aaoge tum ruth ke humse kahin jab chale jaaoge
shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeey shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heeyy heeyyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa jo nahin samjhe ki hum hain kiske deewane heey heey wo hamari aashiqui ka rang kya jaane arre haan aa ha aa haaan samjho na meri jaan ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa ooo aaa koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke koi hoga haseen kam to hum bhi nahin dekho zara nazar bhar ke itna udo nahin ho na aisa kahin na idhar ke raho na udhar ke shehar ki pariyon ke peechhe jo hain deewane heey heeeyy wo hamari saadgi ka rang kya jaane arre haan aa ha aaa haaan dildaar bewafa yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge sunke meri sada chhod ke naaz o ada kachche dhaage mein bandhe aayenge yahan to bade bade lutt gaye khade khade bach ke wo bhi kahan jayenge
wo sikandar hi doston kehlaata hai haari baazi ko jeetnaa jise aata hai niklenge maidaan mein jiss din hum jhoom ke dharti dolegi ye kadam choom ke hey niklenge maidaan mein jiss din hum jhoom ke dharti dolegi ye kadam choom ke wo sikandar hi doston kehlaata hai jo sab karte hain yaaro wo kyun hum tum karen yunhi kasrat karte karte kaahen ko hum mare ghar waalon se teacher se bhala hum kyun daren yahaan ke hum sikandar chaahen to rakh len sabko apni jeb ke andar are hum se bach ke rehna meri jaan nahin samjhe hain wo humen to kya jaata hai haari baazi ko jeetna humen aata hai ye galiyaan apni ye raste apne kaun aayega apne aage hey raahon mein humse takraayega jo hat jaayega wo ghabraa ke yahaan ke hum sikandar chaahen to rakh len sabko apni jeb ke andar are humse panga mat lena meri jaan nahin samjhe hain wo humen to kya jaata hai haari baazi ko jeetna humen aata hai ye bholi bhaali matwaali pariyaan jo hain ab daulat pe qurbaan jab kimat dil ki ye samjhengi to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisa Zakham Diya Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:54 36280
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Others, Aamir Khan
Duration : 06:54   Song Number : 36280   

Akele Hum Akele Tum Akele Hum Akele Tum (1995) 04:47 18670
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Master Adil, Aamir Khan
Duration : 04:47   Song Number : 18670   

Are Yaaro Mere Pyaaro Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 13566
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Ayesha Julka, Mamik
Duration : 05:15   Song Number : 13566   

Dil Kehta Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:09 37148
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:09   Song Number : 37148   

Dil Mera Churaya Kyun Akele Hum Akele Tum (1995) 04:35 18671
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Manisha Koirala
Duration : 04:35   Song Number : 18671   

Ding Ling (Rang De Basanti) Rang De Basanti (2006) 06:11 16890
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Daler Mehndi, Chitra
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Soha Ali Khan
Duration : 06:11   Song Number : 16890   

Ghanan Ghanan Lagaan (2001) 06:08 16759
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Gracy Singh, Various
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:08   Song Number : 16759   

Khoon Chala Rang De Basanti (2006) 03:10 16887
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Sharman Joshi
Duration : 03:10   Song Number : 16887   

Pehla Nasha Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 04:56 21096
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 04:56   Song Number : 21096   

Phoolon Ke Is Shehar Parampara (1993) 05:25 39983
 
Poster of Parampara (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Aamir Khan
Duration : 05:25   Song Number : 39983   

Raja Ko Rani Se Akele Hum Akele Tum (1995) 04:56 18672
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Aamir Khan
Duration : 04:56   Song Number : 18672   

Roobaroo Rang De Basanti (2006) 04:42 16891
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 04:42   Song Number : 16891   

Ruth Ke Humse Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:20 21173
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Jateen
On Screen Actors- 
Aamir Khan
Duration : 05:20   Song Number : 21173   

Shehar Ki Pariyon Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:15 32419
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Aamir Khan
Duration : 05:15   Song Number : 32419   

Yahaan Ke Hum Sikandar Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:31 13454
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Aamir Khan
Duration : 05:31   Song Number : 13454   
Karaoke Songs of Aamir Khan, Sad Songs of Aamir Khan, Love Songs of Aamir Khan, Dance Songs of Aamir Khan, Hip-hop songs of Aamir Khan, Best songs of Aamir Khan, Super hit songs of Aamir Khan, hit songs of Aamir Khan, duet songs of Aamir Khan, solo songs of Aamir Khan, old songs of Aamir Khan, famous songs of Aamir Khan, Hindi Karaoke Songs of Aamir Khan, Hindi Sad Songs of Aamir Khan, Hindi Love Songs of Aamir Khan, Hindi Dance Songs of Aamir Khan, Hindi Hip-hop songs of Aamir Khan, best Hindi songs of Aamir Khan, super hit Hindi songs of Aamir Khan, hit Hindi songs of Aamir Khan, duet Hindi songs of Aamir Khan, solo Hindi songs of Aamir Khan, old Hindi songs of Aamir Khan, famous Hindi songs of Aamir Khan, Sing Along Songs of Aamir Khan, Sing Along Sad Songs of Aamir Khan, Sing Along Love Songs of Aamir Khan, Sing Along Dance Songs of Aamir Khan, Sing Along Hip-hop songs of Aamir Khan, Sing Along Best songs of Aamir Khan, Sing Along Super hit songs of Aamir Khan, Sing Along hit songs of Aamir Khan, Sing Along duet songs of Aamir Khan, Sing Along solo songs of Aamir Khan, Sing Along old songs of Aamir Khan, Sing Along famous songs of Aamir Khan